Tere jaisa koi nai bro, Tere jaisa koi nai bro, Tere jaisa koi nai bro, Tu chaahega jo bhi tu Kar lega wo,
Mere jaisa koi nai bro, Mere jaisa koi nai bro, Mere jaisa koi nai bro, Main chaahunga jo bhi main kar lunga wo,
Tere jaisa koi nai bro, Tere jaisa koi nai bro, Tere jaisa koi nai bro, Tu chaahega jo bhi tu Kar lega wo,
Sabki zindagi me kaafi bojh, Ghiste rehte saare karte mehnat roz, Boss Teri mare din raat! Kyuki bhai, Tere boss ki gnd hai fatti roz,
Kuch na hai bro tere bas ke bahaar, Jo karta ungli usse kas ke maar, Jisko banake rakha idol tune, Karega mehnat toh banega tu usse bhi faad,
Na khud pe jo karte bharosa humesha hi, Rehte wo jhukne ke aadi, (yeah) Karte jo kaha Gaya inse, Nikal chuki inki aadhi samaadhi,
Dar se na ladne ke chakkar me, Ho chuki kitne logo ki bardbaadi, Support hai karne se zyada yaha Niche giraane waalo ki hi badhti aabaadi,
Toh asli dost ko pehchaan, Nakli Gosht ko pehchaan, Shaatir sa Rehna zindagi me kaafi, Humesha samhaalke tu apne hosh ko pehchaan,
Dena sammaan jaha zaroori, Tera imaan zyada zaroori, Achha insaan banke tu rehna, Par banna Shaitaan jaha zaroori,
Tu karlega bhai jo bhi Teri hai marzi, Bas apne aap se kabhi rehna na Farzi, Girte sambhalte tu badhte Reh aage, Bas Sun apne dil aur dimaag ki Arzi,
Tere jaisa koi nai bro, Tere jaisa koi nai bro, Tere jaisa koi nai bro, Tu chaahega jo bhi tu Kar lega wo,
Mere jaisa koi nai bro, Mere jaisa koi nai bro, Mere jaisa koi nai bro, Main chaahunga jo bhi main kar lunga wo,
Tere jaisa koi nai bro, Tere jaisa koi nai bro, Tere jaisa koi nai bro, Tu chaahega jo bhi tu Kar lega wo,
Logo ki baaton se aage nikal, Wo dekhte aaj dikhaade tu kal, Aadhe toh jalte hai tujhse, Aur baaki bas chahte utaarna teri nakal,
Sabko mat dena safaai, Chakhaa de tu inko inki hi dawaai, Jab zindagi teri aur tera hi case, Toh kaahe ki peshi aur kaisi gawaahi!
Ah! Intezaam me intezaar toh inteqaal Toh hoga yaha tere barkaton ka, Iss dimaag ke istemaal se iss Samaah me daam rakh apne harkaton ka,
Silsila ye silsilon ka sarfiron sa, Kar peechhe tu manzilon ka, Na gidgida na rakh gila, Tu chalte hi ja apne raahon me kaafiron sa,
Aag lagegi toh jalenge log, Jo rakhte hain niyat kharaab, Reh haazir jawab, Ja sabke khilaaf, Agar lage sahi, Bana Apni khitaab,
Hai apne wahi, jo na maange hisaab, Jo karte support Bina maange jawaab, Ha Kimat chukaane me kat jaati zindagi, Rakhkha Kadam toh na peechhe ko Bhaag,
Dost lage teen chaar thik, Toh kaafi na maang tu rishton ki bheekh, Ha Galti ho Jiski bhi usse tu seekh, Bhai Tu Karte ja mehnat repeat! Cuz,